सोमवार, 16 फ़रवरी 2009

bihar ke 19 IPS adhikariyon ka tabadala

bihar sarkar 19 adhikariyon ko tabadala kar diya hai.
krishana chaudhari ko ADG sah Nideshak bihar police acedamy banaya gaya hai. AC Varma ko ADG (adhunikikaran) banaya gaya hai. RS Bhati ko IG Tirhut prakshetra bhanaya gaya hai.

रविवार, 8 फ़रवरी 2009

राज्य नहीं बना सकेंगे आईईस

सिविल सर्विस की चयन प्रक्रिया, भरती की उम्र और पाठ्यक्रम में व्यापक बदलाव की तयारी की रही है। बदलाव को लेकर अद्मिनित्रतिव्र रिफार्म की सिफारिशो पर केन्द्र सरकार ने राज्यों से सलाह मांगी है। कमीशन की सिफारिशों में १२विन कक्षा के बाद ही युवाओं को सिविल सेवा के लिए तैयार कराने पर विचार किया जा रहा है। नाशनल डिफेंस अकादमी की तरह से नेशन सिविल सर्विस कॉलेज के गठन की बात है। इसमे ३ साल का डिग्री कोर्स कराया जाएगा इसके लिए यूपीएससी चयन की प्रक्रिया का आयोजन करेगी।

इसमे आप भी अपना सहयोग दे सकते हैं।

शनिवार, 7 फ़रवरी 2009

राजनीती के बिसात पर नौकरशाह

बिहार की राजनीति में नौकरशाहों की रूचि शुरू से रही है। निति बनने के मामला हो या लागु कराने का। उनकी भूमिका महत्वपूर्ण हो गया है।

इस ब्लॉग के आप भी सहयोग कर सकते हअं।

शुक्रवार, 6 फ़रवरी 2009

चुनाव की तियारी में जुटा चुनाव aayog

लोकसभा चुनाव की तयारी में चुनाव आयोग जुटे गया है; राज्य के मुख्या निर्वाचन पदाधिकारी सुधीर कुमार राकेश ने शुक्रवार को मान्यता प्राप्त राष्ट्रीय दलों के प्रतिनिधियों के साथ बैठक की' जिसमे बूथ स्तर पर एजेंट न्युक्त कराने की सलाह दी है।

rajaniti ki bisat naukarshah

bihar ki rajaniti me naukarshahon ki apani ahamiyat rahi hai. naukari ke dauran nitiyon ke nirdharan ka kam karaten hai aur rajaniti me aaye to niti banane ka kam bhi karate hai. filhal sansad me do purva naukarshah bihar ka pratinidhitva kar rahe hain. donon aapas me sala aur bahnoi hai.
aurangabad ke congresi sansad nikhil kumar IPS rahe hai aur desh ke kai mahatvapurna padon ki shobha badha chuke hai. we 2004 ke loksabha chunav me chune gaye the. unke hi sala NK Singh rajyasabha me JDU ke sansad hain. we IAs rahe hain. we yojana ayog ke sadasya samet kentra sarkar ke kai mahatvapurna vibhagon ki jimmevari ka nirvah kar chuke hain.
bihar ke purva DGP RR Prasad filhal rajyamanavadhikar ayog ke sadasya hain. we 2003 me vidhan parishah ke chunav local body kota ke liye lad chuken hain, jisame unhe munha ki khani padi thi.
pichala loksabha chunav IPS Balvir Chanda Gaya se BJP ke tikat par lad chuke hian. unhe parajit hona pada tha. ek purva IG R Lal kai varshon tak vidhan parishah me snatak kota pratinidhitva kar chuke hian. ek purva DGP DP Otha bhi loksabha chunav me apain kismat aajama chuke hain.
aagami laksabha chunav bhi kai naukarshan tikat ki jugad me lage huye hain.

naukarshahon se judi khabare aap bhe sakaten hain. use birendrayadavpatna@gmial.com par mail kar sakaten hai ya 09304170154 par bata sakate hain.

yah blog hindi bhashi rajyo se jude IAS v IPS adhikariyon par kendrit hai. isame aap apane anubhav, vichar ya khabar bhej sakaten hai. aapka swagat hai.

बुधवार, 4 फ़रवरी 2009

3 IPS ka Sthanantaran

rajya sarkar ne 3 IPS samet 98 DSP ki idhar se udhar kiya hai. patna purvi city SP ke pad par pahali bar adhikari ko tainat kiya gaya hai. is pad par nigarani DSP ko posting di gayi hai. patna me 6 naye DSP tainat kiye gaye hai. adisanal SP star ke 14 adhikariyon ko pronnati dekar SP banaya gaya hai. in tabadalon ko lok sabha chunav se jodkar dekha ja raha hai. adhisuchana ke anusar posting ki pratiksha kar rahe SP madai ram ko cid me SP kamjor varg banaya gaya hai. vidhut nigarani vibhag ke sp yogendra pasvan ko sahakarita me SP bahaya gaya.



aap bhi IPS & IAS se judi khabaren birendrayadarpatna@gmail.com ke pate par mail kar sakate hain.